o

Sunday, October 26, 2008

Par ab hadd e ad.ab mai na raha ja.a

Har tanz kiya ja.a , har aik tana diya ja.a
Kuch bhi ho par ab hadd e ad.ab mai na raha ja.a

Tarekh nay qadmo ko diya hai yehi pai.gham
Haq mangna toheen hai , haq che.en liya ja.a

Jon Aelia .....

0 Comments:

Post a Comment

<< Home